Amari Cafe ne mera dil tod diya!
Ab aap soch rahe honge ki aisa kya ho gaya? Arre problem ye nahi hai ki khana accha nahi tha, problem ye hai ki khana BAHUT zyada accha tha!
Chef Sagar Bajaj bhai yeh kya kar diya aapne? Itna accha khaana khilaoge toh roz Delhi se Chandigarh aane ka mann karega!
We tried the following:
* Broccoli Basil Pesto Soup
* Lotus Stem Chaat
* Keema Pav
* Burrata Pizza
* Katsu Chicken Sandwich
* Chicken Cacciatore
* Kunafa Cappuccino
* Silk Route
* Matilda Cake
Ye wahi jagah hai jahan ka khana baar-baar mujhe kehta hai, “Chandigarh aao, Chandigarh aao!” Isse koi mujhse door le jao yaar!
Amari Cafe, khana bhi kamaal hai, ambience bhi. Aana banta hai jee
Amari Cafe
SCO 6-7, Madhya Marg, Sector 9, Chandigarh, 160009
9am-12am
078340 01001

Leave a Reply