Naam hai Tikku, pasand hai Tikki
Jee yes Huzoor jaisa Naam waise khaana. Ha ha ha
Ab Mujhe Tikki bahut pasand hai. Woh Golden Brown colour ki Tikki jo uppar uppar se karari ho aur andar se Garam. Uske saath chahe Chutney ho ya phir Dahi aur Chutney ka sangam.
Aao aapko aisi hi ek Tikki dikhata hu aur uske Shaandaar hone ka Raaz btata hu 🙂
Hum chale gaye jee Bikanerwala JanakPuri par.
Humare saamne Madhusudan ke Desi ghee mein bani tikki. Madhusudan Desi ghee ki Khushboo hi aisi thi ki har jagah phail gayi aur meri Bhookh aur badha gayi.
Uss Garam garam Tikki ke uppar aaya Masala, Dhaniye Pudine ki Chutney, Saunth aur uppar Madhusudan Dahi ka Jalwa. Phir Chutney ke baad, phir masala, Phir Adrak aur Beetroot ke lacche aur uppar Dhaniya and then upapr laal laal Anardaana.
Ab pehli bite khayi aur mai mugdh ho gaya, Madhusudan Ka Desi Ghee aur Madhusudan Dahi ka Jaadu bhi mehsoos ho rha tha aur usne Tikki ka Swaad aur bhi barra diya tha.
Sahi mein Double Dhamaka hai boss 🙂
Aap bhi apni Rasoi mein Madhusudan ke Products laaye aur apni dish mein Swaad ke chaar chaand laaye 🙂
#madhusudan#dairy#ad#bikanerwala

Leave a Reply