Anda Parantha Makkhan Maar Ke
ITO mein iss jagah pe 1968 se andha parantha bikk raha hai.
Aur kyu nahi bikkega? Swaad ekdum shaandaar hai. Saath mein channe lo, dal lo ya raita. Khaa ke dil khush hojaayega.
Aur ab toh inke paas ekdum masaledaar chicken curry, mutton curry aur chicken parantha bhi hai.
Aao toh vo bhi khaana.
Deep Dhaba
Shop no.2, opp. pratap Bhawan, ITO, Delhi

Leave a Reply