Gwalior Ka Poha!
Gwalior aaye aur Panwadi Poha Center pe na khayein… aisa kaise ho sakta hai!
Ek chhote se thele se shuru hua Panwadi Poha aaj ek bade se shop tak pahunch gaya hai, lekin woh purana cart aaj bhi wahi hai!
Aur sabse khaas baat, Gwalior ke log aaj bhi roz yahan aakar iss zabardast pohe ka swaad lete hain.
Gwalior waale Ashutosh bhai ke saath yeh poha khaya aur bas dil se nikla “maza aa gaya!”
Agar Gwalior jaa rahe ho, toh Panwadi Poha zaroor try karna. Yeh sirf poha nahi, Gwalior ka pyaar hai!
Panwadi Poha Center
Sanatan Dharam Mandir Road, Behind Hanuman Mandir, Geeta Colony, Lashkar, Gwalior, Madhya Pradesh – 474009
Timings: 8:00 AM – 4:00 PM
081095 48755

Leave a Reply