Mere ko bas ek hi gaana Yaad hai.
Yehi mera Fav Gaana hai.
And jab Lucknow mein @madhurimasweets mein maine iss Dessert “Chandrmukhi” ko dekha to bas yehi Gaana Yaad aaya?
Bhature chole dekhta hu to “Tujhe Dekha to yeh Jaana Sanam, Pyaar hota hai deewana Sanam” yaad aata gai.
Aapko bhi koi Gaana yaad aata hai when you see Food ya koi specific Dish?
Batao Batao, Tell Tell 😊

Leave a Reply