Patte waali chaat!!
Yeh jagah toh Ambala Cantt ki food list mein honi zaroori hai.
Inki chaat ka swaad aisa hai ki chaat chaat ke khaa jaaoge. Chahe inki karari tikki ho ya 6 tareeke ke paani waale gol gappe.
Sab items ka swaad bahaut accha hai aur saalon se maintained hai.
Patta Chaat Bhandar
5509, Nicholson Road, Sadar Bazar, Ambala Sadar, Ambala Cantt, Haryana 133001
10am-10pm

Leave a Reply