Lucknow aur Tundey Kabab aksar ek saans mein bole jaate hai.
Though Lucknow is also much more than Nawab and Kabab, Par Kabab ka role nakara nahi ja sakta.
I will not tell you the story ki yeh Tundey Naam kaise parra and yeh Bana kaise.
I will just tell you ki kya khaana hai and what to take care of.
*Go to the Old Outlet of Aminabad. Usme feel hai, Energy hai
* The restaurant opens at 12. 11:30 se bharne lag jaata hai
*Restaurant ke 2 Levels hai. Niche waale mein Ghutan zyada hai
* Uppar waale mein bhi ghutan hai so try to sit around Pankha
*Order the Tundey Kabab and Ulte Tawe ka Parantha for sure. Maza aa jayega.
*Pyaaz Chutney ka kam upyog karein, Pyaaz Chutney Kabab ke flavour ko daba dete hai
*Biryani is avoidable here
* Try going in Cab ya dost ki car. Waise saath mein Parking area hai Barra sa
* Avoid the Kheer here. Rather khaane ke baad walk 2 mins to Prakash ki Kulfi. My top 5 Kulfi’s mein se ek hai jee yeh.
* Kabab ki photo bahar aakar le, Andar ki light bahut Dull hai
*Thums-Up enhances the flavour of Tundey Kababs 😃
Aur kuch poochna chahenge?

Leave a Reply