Sard-e-Bahar
Sardiyaan aagayi hain, aur saath he hum sabki favourite Seasonal Dishes bhi.
Aur iss Winters, Punjab Grill ne launch kia hai apna New Winter Sard-e-Bahar Menu.
Jismein aapko sarson, makki, methi, fish, shalgam, saare winter special items, ek he jagah miljaayenge.
We Tried:
1. Ambarsari Paya Shorba te Keema Samosa
2. Macchi Ke Pakode
3. Methi Murgh
4. Shalagam Gosht
5. Methi Chaaman
6. Gobhi gajar Aur matar ki tehri
7. Sarson da Saag & Makki di Roti
8. Gajrela
Humne aapko 8 dishes dikhaayi aur Sab kuch itna flavourful aur accha laga ki Winter Cravings toh sorted hain.
4th Floor, Unity One Elegante, Netaji Subhash Place, Pitampura
The Sard-e-Bahar festival is live at all North India outlets, except Ludhiana and Kanpur.

Leave a Reply