View this post on Instagram
Lime n lemoni, Limca Pi Jaao, Jitna khaya hai usko Pal mein hajam kar jaao.
Aksar yeh hota hai ki swadisht khana mile to hum zyada kha jaate hai and agar Food walk par gaye hai to zyada jagah ka khana kha lete hai.
Aur aisa ho jaaye to pait awaazein marne lagta hai, Belt ko dheela karne ka mann karta hai,
Par then Limca ya Hajmola hi kaam aata hai, 2 pal mein hi araam de jaata hai.

Leave a Reply