Roz mein sochta hu ki…….aaj kuch kam aur healthy khaya jaaye…..
Magar yeh mausam rangeen hokar mujhe lubhaye….
Kamzor dil ka hu… mausam ki baat jaata hu maan…..
Fir jam ke khata hu, Pakore, Biryani, Namkeen with shaan….
Fir karta hu vaada kal se rakhunga dieting ka maan
Magar kya karu….. mujhe pata hai, kal fir ho jayega yeh mausam beimaan!
GST
# Baarish ke Nuksaan